|
 |
Wo
laut aayega teri zindagi mein,
jiska intzaar tujhe aaj bhi hai,
maana waqt ne ki hai bewafai tujhse,
lekin meri duaon me asar aaj bhi hai. |
|
 |
Best
day aaj, best gift ZINDAGI,
Best eahsaas KHUSHI,
Best feeling PYAR,
Best relationship DOSTI,
Best person HUM,
Best friend MAIN AUR TUM |
 |
Nazre
na hoti to nazara na hota,
Duniya main hasino ka guzara na hota,
Hamse yeh mat kaho ke dil lagana chhod de,
Jaake khuda se kaho hasino ko banana chhod de.
|
 |
Rab se
aapki khushi mangte hain,
Duaon me aapki hansi mangte hain,
Sochte hain kya mangen aapse,
Chalo aapki umar bhar ki dosti mangte hain. |
 |
Lehar
ati hai kinare se palat jati hai,
Yad ati hai dil me simat jati hai,
Faraq itna hai ki lehar bewaqt ati hai,
Aur aap ki yaad har waqt ati hai. |
 |
Mere
alfazon ko juth mat samajna,
Yaad aati hai bahut jaldi milne ki dua karna,
Ji raha tha tumhare naam par,
Mar jau toh bewafa mat samajna. |
 |
tum
lakh chupao seene main ehsas hamri chaht ka
dil jub b tumhara dardhkta hai awaz yahan tak ati
hai |
 |
aankhon main rahnay waloon ko yaad nahin kartay.
dil main rahnay waloon ke baat nahin kartay ,
hmari to rooh main bus gay ho tum,
is lia tum say milnay ke faryad nahin kartay |
 |
Na Tum
Chaat Par Aati
Na Main Deewana Hota
Na Tum Pathhar Marti
Na Main Kaara Hota!!!! |
 |
Gunaah
karke saza se darte hain,
Zeher pi ke dawa se darte hain,
Dushmano ke sitam ka khauff nahi,
Hum to apno ke rooth jaane se darte hain |
 |
Zakhm
aisa diya ke koi dawa kaam na aaye,,
Aag aisi lagaye ke paani se bhi na bhuj paayi,
Aaj bhi rote hain unhe yaad karke...
JISSE HAMARI YAAD KABHI NA AAYE... |
 |
Dooriyon ki na parwah kia kijiay...!
Dil jab bhi pukare bula lia kijiay.!
Hum dur zyada nahi aapse..!
Bas apni Ankhon ki palkon ko mila
lia kijiay ...! |
 |
zindagi achi chiz hi lakin zindagi se achi chiz
zindagi main anywala hi
koch log khod ky liy jity hian or koch dosron ky liy
lakin koch kisi,
ky liy nahi jity onhy jina chahiye koi onse pyarr
karta hi koi on ko dekhna chahta hi shaid on ky maa
baap ya koi orr marna sabh koch nahi hota
jina bhi ik fun hi so jioo khod ky liy bhi or dosron
ky lie bhi koch acha mil sakta hi pata nahi kabh kis
waqat khan lakin zarrroooor mil sakta hi
yad rakhna main ny keh diya na yad rakhna
main intazar karon ga app ky jiny ka,,,,,,,,,,, |
 |
Shaam
ke ujalo par,
Apny narm hatho sy,
Koe baat achi si,
Koe khawab sacha sa,
Koi bolti kushbu,
Koi Sochta lamha,
Jab bhi likhna chaho gy,
Soch ker daricho sy,
Yaad k hawalo sy,
Mere naam chup chup kar,
Tum ko yaad aay ga,
Hath kaanp jain gy,
Shaam teher jay gi,
Meri Yaad aay gi,
MERI YAAD AAY GI, |
 |
kahien
aik masoon nazuk see ladki bohat khobsurat mager
sanwli see
mujhay apni khabon ki bahon main lay ker kabhi niend
main muskurati to hogi
whoi khawab din ki mundayron pay aa k usay man hi
man main lubhatay to hongay |
 |
|
uski
furqat main qarar bohat hai.........usss ka milna
dushwar bohat hai.........jo nahin hai mary hathon
ki lakeeroon main..........us shakhs say mujhay pyar
bohat hai...... |
 |
Yaadon
mein hum rahein ye ehsaas rakhna,
Nazron se door sahi dil ke paas rakhna,
Ye nahi kehte ke sath raho dur sahi par yaad rakhna. |
 |
Har ek
se achi baat karna FITRAT hai hamari,
Har ek khush rahe ye HASRAT hai hamari,
Koi hum ko yaad kare ya na kare, |
 |
Be
slow in choosing a friend & slower while loosing
them
Bcoz friendship is not an opportunity its a sweet
rsponsibility. |
 |
Mohabbat me sath to harpal hota he,
Koi dikhne se hota he to koi dilse hota hai,
Maza to sath tab aye yaro,
Jab judai ka lamha mahsus hota hai. |
 |
Tum bin suna lage
aasman,
dekho ye badal ro rahe hain jamin pe,
Tumhari kadmo ki ahat sun ke,
dekho ye rasten mood rahe hain dil pe,
Ane ki wadon pe tere ..
ye asoon bhi keh rahe kuchh chupke chupke se,
Aa sako to aajaoo ye dil keh rahe hain tumhare dil
se. |
 |
Dil lia hai to usy
yad bi rakhna,
Tum ko adat hai bhul jany ki,
Naksh ban kar ubrayn gay,
Harf Harf Tehreery,
Choom kar Teri ankhyn jab kitab kholain gi,
yeh samaj kar sach jana,Teri saari baton ko,
Phool Jesy lab bhala jhot kesy bolain gay..
|
 |
|
Baadal garja par
barsaat nahi aai, dil dhadka par aawaj nahi aai,
pura din gujrane ko hai, par kya dost tumhe meri ek
bhi baar yaad nahi aayi |
 |
Kuch unn ki wafaon ne
loota kuch unn ki inayat maar gaye,
Hamay raaz e mohabbat keh na sakay chhup rehne ki
aadat maar gaye
Wo kon hain jin ko jeenay ka paigham deti hai
mohabbat
Hamm ko to zamane main aae- be -dard mohabbat maar
gaye
Dil ne bohat majboor kia milne ko bhi laakhon baar
Jee bhar ke inhain dekha na gaya haay aankhon ki
sharafat
maar gayi,
Dono se shikayat hai ham ilzaam kis pe lagain
Kuch dil ne hamain barbaad kia or kuch hamain kismat
maar gayi anu |
 |
|
kaha jata hai k achhe
log is duniya say jald chale jatein hain acha howa k
app ache nahi kiran |
 |
Us key ankhuon mein
muhabat ka seetara hoo ga
Aik din aya gay wo shakss hamara hoo ga
!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
tum jahan mare liya seepiyan chunti hoo gi
wo kisee aur he doniya ka kenara hoo ga |
 |
|
1
2 3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25 |
|
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38
39
40
41
42
43
44
45
46
47
48
49
50 |
|
51
52
53
54
55
56
57
58
59
60
61
62
63
64
65
66
67
68
69 70
71
72
73
74
75 |
|
76
77
78
79
80
81
82
83
84
85
86
87
88
89
90
91
92
93
94
95
96
97
98
99
100 |
|
101
102
103
104
105
106
107
108
109
110
111
112
113
114
115
116
117 |
|
 |
|
|