|
 |
Toot
Jaate Hain Sabhi Rishte Magar
Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah |
|
 |
hajoom
mai tha woh khul kar na ro saka ho ga
magar yaqeen hai kay shub bhar na so saka ho ga
laraztay haath shakasta see door sansoon ki
woh khushq phool kahan tak pro saka ho ga |
 |
Mast
Nazron Se Dekh Lenaa Tha ..!!
Agar Tamanna Thi Aazmane Ki ...!!
Hum To BehOOsh YouN Hi hO Jaate ..!!
Kya ZarOOrat Thi Muskurane Ki ...!! |
 |
Agar
tu moj hai to phir
Main tere saath behta hoo
Agar tu chaand hai to phir
Main tere saath rehta hoo
Agar tu paas hai to phir
Main dil ki baat kehta hoo
Agar tu door hai to phir
Main tera hijr sehta hoo. |
 |
Mana
Teri Nazar MeiN Tera Pyar Hum Nahi ..!!
Kaise KaheN Ki Tere Talabgaar Hum Nahi ..!!
Khud Ko Jala Ke Khak Kar Dala ..!! Mita Diya ..!!
Lo Aab Tumhari Raah MeiN Dewaar Hum Nahi ..!! |
 |
ua kya
hai aaisa kay bayzaar ho gaye
ab kay tum bhi marnay ko tayyar ho gaye
kya hua jo uss nay bhi ki baywafai SAGIR
itni si baat per tum gunahgaar ho gaye |
 |
|
Hame
ashkon se zakhmon ko dhona nahi aata, milti hai
khushi to use khona nahi aata, seh lete hain har
gham muskura kar, aur log kehte hian hame rona nahi
aata. |
 |
|
Ga
saku apka nagma wo saaz kaha se lau, suna Saku Kuch
aapko, wo andaz kahase Lau, Yu to Chaand taroki
tarif karna aasan hai,, Kar saku aapki tarif wo
alfaz kahase lau... |
 |
|
Pulkon
k kinary hum ny beghoy nahi.Wo sochtyhain hum roy
nahi.Wo pochty hain k khwab main kiss ko dekha hai.
or hum kehty hain k unki yaad main soy nahi. |
 |
|
jab
jab unko tanhayi ne sataya hoga......... tab tab
mera khayal aaya hoga....... gam yeh nahin ke woh
bhool gaye hame.......... gam yeh hai roh roh ke
bhoolaaya hoga. |
 |
tum
say becharnay ka gham ham seh nahi saktay
bhare mehfil me ham kuch keh nahi saktay
hamary girtay aansoon ko pakhar kar to dekho
wo bhe kehtay hain ham aap kay bina reh nahi saktay
|
 |
unki
gali say jab hamara janaza nickla
wo na nikly jin k liy
janaza nikla
jab unka ghar aya to dost mere seetian bajany lagy
rakh k janaza mera saale
usy panssany lagy tauseef |
 |
Haseen
titliyoun ko sataya nahi kertey
Kabhi periyoun say dil lagaya nahi kertey
Zulm kertey hain aksar yehi husan walay
In ko chahat ka naghma sunaya nahi kertey
Tor deytey hain dil ko sada hi situmger
Or waja beywafee bhi bataya nahi kertey
Mehektey rahay hain yeh dil kay chaman main
Mager in pay haq bhi jataya nahi kertey
Jalna hay ulfat ki rasmoon main lakin
Perwanay shama ko bujhaya nahi kertey
Mohabbat hay kya yeh "Sonu" say poocho
kabhi raah-e-wafa ko bhulaya nahin kertey |
 |
|
Andhere me rasta banana mushkil hota hai. Tufan mein
deepak jalana mushkil hota hai. DOSTI kisi se bhi
kar lena mushkil nahi, Ise bas nibhana mushkil hota
hai.. |
 |
|
Hum ne
kisi ki yaad main rona hi chor diya Apni Zindagi ko
talaash karna hi chor diya Sab beeti hui baatein
bhula di hum ne Ab Dil main maazi basana chor diya
Kaanton se bhar dete hain log daaman Hum ne Aangan
main Phool khilana hi chor diya Kabhi na maangen ge
kisi se bheek Mohabbat ki Is hi liye hum ne Pyaar
karna hi chor diya |
 |
|
HAR
KALI TUM SAY KHUSHBOO UDHAR MANGAY, AFTAB TUM SAY
NOOR UDHAR MANGAY,RAB KARAY TUM DOSTI AISI NIBHAO,K
DUNIYA MUJH SAY TERI DOSTI UDHAR MANGAY. |
 |
Lamha
Lamha Waqt Guzar Jayega,
Chand Lamhon Mein Exams Aa Jayega,
Abhi Bhi Waqt Hai Do Line Padh Lo,
Warna Pass Kya MUNNA BHAI Karwayega? |
 |
DIL K
AINE ME TERI TASVIR LAGA RAKHI HAI
TERE EHSAS SE HER SHAM BASA RAKHI HAI
YE NA SAMAJ K DOOR HO K TUM KO BHULA DIYA
HUM NE TERI YAD SE HER SHAM SAJA RAKHI HAI |
 |
ye
mare dil ko chain kiyon nahi parhta
wo aik hi shakhs tha kiya zamane ma ? |
 |
Abhi
tu ishq mein aisa bhi haal hona hai
K ashk rokna tum sa mahaal hona haai
Har aik lab per hain mere wafaa k afsanay
Teray sitam ho abhi la-zawaal honaa hai |
 |
Ujaaray lamhoon ki dastan agar kaho to sna'ain tum
ko
bohat sa hum jaagtay rahain hain chalo zara sa
jagain tum ko
tum hi to ho jo roshni si ban ker aankhon me aa
basay ho
jo apni aankhain hi keh diya hay to phir bhala kiyon
rula'ain tum ko |
 |
Ik
rishta to qaim kiya tha tum nay
Ik talouq to tha tum sey mera
Izhar-e-wafa to kar diya hota tum nay
Bohat jaldi janey main ki tum nay |
 |
PAL
ASA THA K HUM INKAR NA KER PAYE
ZAMANAY K DER SAY IKRAR NA KR PAYE
NA THE JIN K BINA ZINDAGI MUNASIB
CHOR DIYA UNHO NAY OR HUM SAWAL NA KR PAYE |
 |
Mein
gul O bahar ki aseer hoon,
mein khusboo-on ki hoon dewani
mein luti tu moasm-e-bahar mein,
mujhay khizan say koi gila nahi. |
 |
Unko
maalum hai ke hans ker main gum ko chupata houn
Youn dikhate hai jaise mujhko samajhte he nahi hain
Wo paas aake goya bas choo ker nikalte hain
Mere honthon se unke honth chipakte he nahi hain
|
 |
Dil Ki
Dharkan Ko Dharka Gaya Koi
Merey Khawabon Ko Mehka Gaya Koi ,
Hum Tu Anjanay Raston Pay Chal Rahay Thay
Achanak Hi Pyaar Ka Matlab Seekha Gaya Koi!!! |
 |
|
1
2 3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25 |
|
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38
39
40
41
42
43
44
45
46
47
48
49
50 |
|
51
52
53
54
55
56
57
58
59
60
61
62
63 64
65
66
67
68
69
70
71
72
73
74
75 |
|
76
77
78
79
80
81
82
83
84
85
86
87
88
89
90
91
92
93
94
95
96
97
98
99
100 |
|
101
102
103
104
105
106
107
108
109
110
111
112
113
114
115
116
117 |
|
 |
|
|