|
 |
Mera Gunah Kya Hai Ye
To Bata Dijiye,
Aashiq Hoon Main Aapka Itni To Mat Saza Dijiye,
Bahut Tadpaya Hai Yaadoon Mein Aakar,
Ab To Zara Apna Chehra Dikha Dijiye,
Saari Raah Mein Kaante Hi Kaante Hain,
Kuch Phool Aap Hi Bichha Dijiye,
Jaage Hain Bahut Uth Uth Kar Ratoon Mein,
Ab Chain KiNeend Aap Hi Sula Dijiye,
Bahut Peeli Maikhane Mein Ja Kar,
Ek Baar Zara Nazroon Se Pila Dijiye,
Gin Gin Ke Guzare Hain Din Kitne,
Intezaar Ka Kuch To Sila Dijiye...!!! |
|
 |
TERE BAHON MA THA
TERE ZULFON MA THA
BAT PA BAT THE
TERE HANSE PA MUSKRAYA THA. |
 |
|
Rishton ki ye duniya
hai NIRALI, Sab rishton se pyari hai DOSTI Tumhari,
MANZOOR hai aansu bhi aankhon mein Hamare, Agar aa
jaye muskaan HOTHON pe Tumhare... |
 |
Muhabat ki shama jala
kar to daikho,
Zara dil ki dunya saja kar to daikho,
Tumhain ho na jaye muhabat to kehna,
zara ham sy nazrain mila ky to daikho. |
 |
kabhi jigar per kabhi
dil per,
kabhi nazar per kabhi aankh per,
teri nazar ki nishany badalty rahty hain,
sakoon kahain nahi milta dunya waloon ko,
janaaza utha kar bhi kaandhy badalty rahty hain. |
 |
Fursat mily to pooch
kabhi un ka hall bhi
jo loog ji rahy hain tery payar ky bagair,
us shok sy bichatr ky zafar apni zindagi
jesy makaan ho koi deewar ky bagair. |
 |
|
Teri Ulffat ko kabhi
nakam nahi hony dain gy, Teri chahat ko kabhi badnam
nahi hony dain gy, meri zindagi main kabhi sooraj
nikly ya na nikly? per teri zindagi main kabhi shaam
nahi hony dain gy. |
 |
u know what is ISHQ???
i tell u
it is pepsi
p=pyar
e=ehsaas
p=pagal pan
s=saber
i=imtehaan
ab ishq sirf 12 rupees
main
go and get it |
 |
Lafz aap do;
Geet hum banayenge
Manzil aap pao; Raasta hum dikhayenge
Khush aap raho; Khusian hum dilayenge
Aap bus dost bane raho; Dosti hum nibhayen ge...
|
 |
pyar karo gy tu dil
tutyga.
na karo gy tu daman chooty ga.
apna banawoge to roona paryga.
pass aoogy tu khoona pary ga |
 |
phool phool sy juda
hai magar kushboo sy nahi.
tum mujh sy juda ho magar ,mary dil sy nahi. |
 |
pyar tumsy na kerty.
to aur kia kerty,
jaan tumhary naam ki kerty
tu aur kia kerty
tum zindagi ho humari.
tumpe na merty tu aur kia kerty
|
 |
teri chahat hai pehli
tamana mari.
tere dam sy hai saathi ye duniya meri
tujhe pakara hai poro howi hasratein
tere saanso sy chalti hai saans meri
|
 |
tut giya dil per
arman wohi hai.
dur rehty hai fir b pyar wohi hain.
janty hai ki mil nahi sakta magar in ankhon main
intazar wohi hain |
 |
yahi to khubsurat
pyar ka nata hai.
jo bina kisi shert k jia jayta hai.
rehe duriyaan darmiyan to kya howa.
pyar to her pal dil me basaya jata hai
|
 |
ap ki yaad dil bekrar
kerti hai.
nazar talash ap subko bar bar karti hai.
gila nahi jo door hai apsy.
ap sabki toh judai b humsey pyarr kerti hain
for all my frnd specially{s)
|
 |
bina khawaboon k b
koi so paya hai.
bina yaadon k b koi kho paya hai.
dosti apki darkhenhai is dil k .
dil b kabhi darkhen sy juda ho paya hai
|
 |
na main us sy izzhar
ker saka
na wo mujh sy izhaar ker saka
waqt yuhni guzarta gia
na wo intazar ker saki
na main intazar ker saka
|
 |
JISKI QURBAT MEIN
QARAR BUHT HAI
USKA MILNA DUSHWAR BUHT HAI
JO MERE HAATHON KI LAKEERON MEIN NAHI
USS SHAKS SE HUMEIN PYAAR BUHT HAI... |
 |
|
baat karna na koi
dill ko dukhanay wali kasam tot jai na sath nibhanay
wali zindagi tujh sae bicher kar bhi guzer jain gi
baat mushkill hai mager tujh ko bholanay wali..... |
 |
Mout ki good
main
jab sona ho ga,
Na koi takya , na koi bichona ho gha,
Bas ham hoon gy hamari tanhaie ho gi,
our kabarstan ka ik kona ho ga |
 |
|
Kar baitha hai dil
yaa muhabbat tumse,utni jitni kabhee kisi say nahi
ki Jo mujhe tumhara dil kal ko todna pada to, mujhe
bewafa na samjhna Baandh ke rakha hai mujhe aaj is
duniya aur unke sanskaaron ne tumhare saath baandha
daaman khol dun, tu mujhe bewafaa na samjhna In
nazron main muhabbat tumhara liya hai, ur hamasha
tumhare liya hi rahegi Par ager kal ko tum say
nazrein na mila paun, tu mujhe bewafaa na samjhna
Dil hi dil main karti ayi hon aik arse say main
ibadat sirf tumhari Kal ko kise aur ka hath thamna
pade, tu mujhe bewafaa n |
 |
Kafi
hai husn dil ko behlane ke liye,
Mohabbat karlo dil ko dukhane ke liye.
Chahe pade gam se vasta,
Ek dost rakhna sab gamo ko bhulane ke liye.... |
 |
|
Us-se Mulakath Huwi,
Ankho se baath huwi, Dil se dil ki pehchan huwi,
Wakt aya jaan deneki tho hum tayyar thee, par wo
befawa hamari jaan leke kisi aur ke saath bhag chali... |
 |
|
Dard
jitna saha jaye utna hi sehna,Kisi ke dil ko lag
jaye vo bat na kehna, Milte hai hum jaise log bahut
kam,IsliyeKABHI ALVIDA NA KEHNA. |
 |
|
who gazal hi kya jis
may tari yad na ho.tara naam na ho.kyu kay taray
naam or tari yad say mari gazal banti ha.
|
 |
|
1
2 3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25 |
|
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38
39
40
41
42
43
44
45
46
47
48 49
50 |
|
51
52
53
54
55
56
57
58
59
60
61
62
63
64
65
66
67
68
69
70
71
72
73
74
75 |
|
76
77
78
79
80
81
82
83
84
85
86
87
88
89
90
91
92
93
94
95
96
97
98
99
100 |
|
101
102
103
104
105
106
107
108
109
110
111
112
113
114
115
116
117 |
|
 |
|
|