|
 |
Mohabbat mujhe thi usi se..Sanam.
Yadaon me uski yeh Dil tadpta raha ..
Maut bhi meri Chahat ko rok na saki..
Kabr me bhi yeh Dil Dhadkta raha. |
|
 |
Suni
zindagi mein halchal si mehsoos hui, bejaan dil ki
aaj dhadkan mehsus hui,
Jane aaj kyu aisa laga, shayad aapki kami mehsoos
hui |
 |
Kya
kahun tujhe? Khwab kahun to toot jayega, dil kahun
to bikhar jayega,
Aa tera naam zindagi rakh dun, maut se pehle to tera
saath chuut na payega! |
 |
Hume
Hasne-Hasane ki aadat hai, Nazron se Nazar Milane ki
aadat hai,
Par hamari to nazar unse hai ja mili, Jinhe nazar
Zhukake Sharmane ki Aadat hai. |
 |
Ek ada
aapke dil churane ki, ek ada aapke dil me bus jane
ki,
Chehra apka chand sa aur ek zid hamari chand pane ki. |
 |
Aaj Rootha huwa ik dost bohot yaad aaya
Acha guzra huwa kuch waqt bohot yaad aaya.
Meri aankho k her ik ashk pe ronay wala
Aaj jab aankh yeh roee tu bohot yaad aaya.
Jo mere dard ko seene main chupa laita tha
aj jab dard huwa mujh ko bohot yaad aaya.
Jo meri aankh
main
kajal ki tara rehta tha
aaj kajal jo lagaya tu bohot yaad aaya.
Jo mere dil k tha qareeb faqat us ko hi
aaj jab dil nay bulaya tu boht yaad aaya |
 |
Baat
Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai...
Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai...
Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye...
Zindagi Ab Teri Saugaat Se Dar Lagta Hai...
Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo...
Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai...
Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...
Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai |
 |
.Kabhi
jo maazi main jhankoge
Tumhain hum yaad aayenge
Kisi lamhe kuch jo sochoge
Tumhain hum yaad aayenge
Kabhi yun hi akele main
beet-e- dino ko soch ker
Koi geet jo gungunaoge
Tumhain hum yaad aayenge
Sab doston ki mehfil main
Kisi shokh si baat per
zer-e-lab jo muskuraoge
Tumhain hum yaad aayenge
Zindagi ke kisi morr per
Apne Dil ki baat ko
Kisi se keh na paoge
Tumhain hum yaad aayenge |
 |
Mombati ke andar ka dhaga bola, Main jalta hoon to
tu kyon pighalti hai?
Mombati boli, Jisko dil mein jagah di woh bichade ti
aansoo to niklenge hi. |
 |
jo bat
main keh nahen sakta chalo main farz kerta hoon .
chalo main farz krta hoon mugey tum say mohabat hai
|
 |
Sapno
se dil lagane ki adat nahi rahi
har waqt muskurane ki adat nahi rahi
ye sooch ker k koi manane nahi aye ga
abb humain rooth jaane ki adat nahi rahi |
 |
TUM SE
JUB BHI MILON TUM SE KEHNA CHAHOON,
MAIN TO HAR PAL TERAY SATH REHNA CHAHOON,
SAAYEY KA KIA HAI SURAJ DHALAY TO CHUP JAYE,
MAIN TO LAHOO BAN KAR TERI RAGON MAIN BEHNA chahoon |
 |
ek
adaa aap ke dil churanay ke
ek adaa aap ke dil main bass janay kee
chera apka chand sa
aur ek zid hamari chand ko pnay ki |
 |
tujy
ishq ho khuda kary
koi us ko tujh say juda kary
tery hont hasna bhool jain
teri ankh purnam raha kary
tu us ki baatain keya kary
tu us ki baatain suna kary
tu usy dekh kar ruka kary
woh tujy dekh kar chala kary
tujhy sehar ki woh jahri lagy
tu milan ki har pal doua kary
main kaho ishq dooong hai
tu nahi nahi keya kary
tujy ishq ho khuda kary
koi us ko tujh say juda kary |
 |
Kisi
ki mast nighahon mien doob jao aye faraz
bara haseen samander hai khudkushi kay liyee |
 |
Rone
day ajj hum
ko to ankahin sojane day ..... Bahon main lay Le or
khud ko bheg Jane Day ..... hai jko sene main Qaed
Darya wo choth Jaye
ga ..... hai etna dard k tera Daman Bheg jaye Ga
.... |
 |
Tum door ho tu kiya hai
Tairi khoshboo mairay saath hai
Taira lehja
mairay saath hai
Tairi batain mairi humsafar
Tairi yadain mairi rahguzar,
Tum door ho tu kiya hai
Hr lumha mairay saath ho,
Mairay jeenay ki tum aas ho,
Mairi zingi, mairi justajoo,
Mairi Dhurkan, mairi arzoo
Tum door ho tu kiya hia.....
Saath taira saya hia
Dil ko ye sumjaya hai
jo apnay hain wo bhoola nhi krtay
bhaid dil k kabhi khola nhi krtay
Tum door ho tu kiya hia......... |
 |
kabhi qarreb ho tu kahain tumhain
k mairi chashm-e-tur main dekh kr
en ansoon k hajoom main,
kabhi apna aap khooj le
kabhi qareeb ho tu kahain tumhain..
en lumhon ko yaad kr
en juzbon
ko hiyat
day
kabhi qareeb ho tu kahain tumhain
ye jo rutjaga hai basa howa
mairi ankh main,
ye jo zindagi hai ruki hoi mairi sans main,
kabhi qareeb ho tu kahain tumhian...
mairay rutjagon ka hisaab day,
mairi beaab zindgi ko chanab day
jis main door tuk sehar na ho
koi raat aisi nawaz day. |
 |
Chahne
se koi Chiz apni nahi hoti...
Har muskan Khushi nahi hoti...
kahena to chahte hai bahot kuch,
magar,kabhi alfaz to kabhi zuban sath nahi hoti.......... |
 |
Bimaar
tha Doctor ne Jawaab de diya
Phir tantrik k yaha gaya
Usne kaha Kisi hasina ko sms karo thik hojaoge
Is liye tumhe sms bheja
Maa kasam bheja khulgaya |
 |
|
pal
ne kaha ek pal se,pal bhar ke liye tum mere paas aa
jao,pal bhar tumhara saath kuch aisa ho ki,har pal
bas tum hi yaad aao. |
 |
|
Teri
aankhon se kaash koi ishara to hota, kuch meri jaan
sahara to hota. Tod dete hum har ek rasm jamane ki,
tune ek baar mohabbat se pukara to hota.. |
 |
DREAM
GRIL
KHAWAB HI KHAB MEIN EK KHWAB DEKHA
US KHAWAB MEIN EK HOOR KO DEKHA
WOH HOOR BHT PYARI THI
AUR WOH KOI NAHIN
WOH TUM THI
BCZ I LOVE NA
IS LIYE
U R MY DREAM GRL |
 |
ankhon
main raha dil main utar k nain dekha
kashti k musafir nay samundar nain dekha
pathar mujhay kehta hay mera chahnay wala
main mom hun us nay mujhay chu kar nain dekha |
 |
Nigahain app ki pehchan hain humari,
Muskrahat app ki shan hai humari,
Rakhna hifazat sey apnay app ko ,
Kyo kay zinagi app ki jaan hai humari |
 |
Har
aahat humara ehsas dilaye gi,
Har hawa kissa sunaye gi,
Itni yadein bhar dein gey app ki zindagi main,
Na chahtay howay bhi app ko humari yaad ayey gi, |
 |
|
1
2 3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25 |
|
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38
39
40
41
42 43
44
45
46
47
48
49
50 |
|
51
52
53
54
55
56
57
58
59
60
61
62
63
64
65
66
67
68
69
70
71
72
73
74
75 |
|
76
77
78
79
80
81
82
83
84
85
86
87
88
89
90
91
92
93
94
95
96
97
98
99
100 |
|
101
102
103
104
105
106
107
108
109
110
111
112
113
114
115
116
117 |
|
 |
|
|