|
 |
Ham se
dur jao gay kaise, dil se hame bhulao ga kaise
Hum woh khushbu hai jo sanson main busti hai
Hud apni sanson ko rok pao ga kaise |
|
 |
Mil
jaaye koi naya to hame nab hula dean
koi rulaye tumhe to hame yaad kar lena.
Dost hain hum hardum tumhare,
Khushi na sahi,gham hi baant lena. |
 |
YuN dost saarey apney apney rastey
badal gaey
kuch peechey ruk gaey to kuch aagey nikal gaey
haalaat ki dhoop zaraa si deir ko teiz kya hui
jitney wafaa ke peikar they saarey pighal gaey
waadoN ke taarey raatoN sey baahar na jaa sakey
iraadoN ke din nikalney sey pehley hi dhal gaey
wafaaoN ke rang shabnam ke qatroN ney dho deeye
mohabbat ke phool jazboN ki 'shiddat' sey jal gaey
taanoN ke teer dunya ki kamaanoN pe jab charrhey
sabar ke daaman haathon sey yak'dam phical gaey
aaNkheiN khuleiN to khaaboN ko bura laga magar
kuch deir wo reh ke muztarib khud hi behal gaey
pehley pehal to ajeeb lagey badley huwey chehrey
phir yuN huwa ke waqt ke saath hum bhi sambhal gaey
|
 |
Laz`zatay Gham Barha Deejiye.
Aap Phir Muskura Deejiye.
Chand Kab Tak Gahan Me Rahay.
Rukh Se Parda Hata Deejiye.
Mera Daaman Bohat Saaf Hai.
Koi Tohmat Laga Deejiye.
Ham Andheron Me Kab Tak Rahein.
Phir Koi Ghar Jala Deejiye.
Ek Samandar Ne Aawaaz Di.
Mujh Ko Paani Pila Deejiye. |
 |
SAWAAL
PUCHE JAYE TO JAWAAB NAHIN MILTA
WAQT SE MAANGO TO HISAAB NAHIN MILTA
HANSINO SE MAANGO TO, PIYAAR NAHI MILTA
BINAA HUSN KE ISHQ KA, KHIITAAB NAHI MILTA
DIL TO MILTEY HAI,DIL-E-BETAAB NAHI MILTAA
ANDHERO MAIN JO NIKLEY,VO AAFTAAB NAHI MILTA
GAM-E- ISHQ CHOOPANE KO NIKAAB NAHI MILTA
RAAT TO HO JATI HAI, MAGAR KHUWAAB NAH MILTA
DOST MIL JAATEY HAI, TO UMAIR NAHI MILTA
ANJAAM MIL JAATEY HAI, TO AAGAAZ NAHI MILTA |
 |
gham
kee barish ney bhee tere naqsh ko dhoya nahin
tu ne mujh ko kho diya,mein ne tujhe khoya nahin
neend ka halka gulabi sa khumar ankhon mein tha
yoon laga jaise wo shab ko dair tak soya nahin
har taraf deewar-o-dar aur un mein ankhon ke hujoom
keh sake jo dil kee halat wo lab-e-goya nahin
janta hoon ek aise shaks ko mein bhee munir
sham se pathar ho gya lekin kabhi roya nahin |
 |
HER
AHAT PER CHONK JANE KI AADAT NAHIN RAHI MUJ MAIN
KISI SE CHAHE JANE KI CHAHT NHAIN RAHI MUJE MAIN
BEHTI JIN ANKHON SE ASHKON KI NADIYAN
AB AIK ANSU AUR BAHANE KI HIMAT NAHIN RAHI MUJ MAIN
JALTI THI AFFTAB KI TAPISH BHI JIN JAZBAT SE
PEHLE JAISE JAZBAT KI HIDAT NAHIN RAHI MUJ MAIN
SAMETA THA JIS DILL MAIN AWAZON KA TUFAAN
AB KISI PATTE KI SASARHAT BHI NAHIN RAHI MUJ MAIN
JIYA KAISE GHAIYAL KIYA AYE BE WAFE TU NE
WO PEHLE SI AB SHOKH MUSKARAHAT NAHIN RAHI MUJ MAIN
|
 |
---Din
Guzar gaya Raat bhi Ho Gayee
yaad teri mujeh ab bhi satati rahee
tu ne yaad na kiya to mar jaon ga
mar gaya agar to phir tujeh yaad aaonga |
 |
Phool
khilte rahein zindgi ki raah mein
hassi chamakti rahe aapki nigaah mein
kadam kadam par mile khushi ki bhaar aapko
dil deta hai yehi dua baar-baar aapko |
 |
Suraj
ko tere kadmo mein bicha du
Chaand-sitaaro se tumahri maang saja du
agar jhoth bolna paap na ho to
baato hee baato mein tumahre liye 5-7 Taj Mahal
banva du... |
 |
Us Kay
Pyar Ke Thandak Ho Meray Liyae Aise
Key Woh To Bilkul Aasman Kay Chand Jaisa Ho |
 |
Agar
kal hum na bhi rahen..
humari yaadein sada rahengi....
sirf nazar uthake dekhna chand ko..
humari dosti ki tasveer wahan bani rahegi |
 |
lafz
aap do geet hum banayenge
raasta aap do manzil hum paayenge
khushi aap do hansi hum banayenge
aap sirf dosti karo aur dosti hum nibhyenge |
 |
mere
jaise ban jaaoge jab ishq tumhen ho jaayegaa
diivaaron se sar Takaraaoge jab ishq tumhen ho
jaayegaa
har baat gavaaraa kar loge mannat bhii utaaraa
karoge
taabiizen bhii bandhavaaoge jab ishq tumnhen ho
jaayegaa
tanhaa_ei ke jhoole khulenge har baat puraani
bhulenge
aa_eine se tum ghabraaoge jab ishq tumhen ho
jaayegaa
jab suraj bhi kho jaayegaa aur chaand kahin so
jaayegaa
tum bhi ghar der se aaoge jab ishq tumhen ho
jaayegaa
bechaini barr jaayegi aur yaad kisii ki aayegi
tumhen meri Ghazal yaad aaye gi jab ishq tumhen ho
jaayegaa |
 |
HAR
AAHAT HAMARA EHSAAS DILAYE GI
HER HAWA HAMARA KISA SUNAYE GI
ITNI YAADAIN BER DENGE AAP KI ZINDGI MEIN
NA CHAHTAY HOYE BI AAP KO YAAD AYE GI |
 |
DHARKANO KO SUN KAR B
TUMHE PYAR KI KHABAR NAHI HOTI
KYA MEHSOOS KARO GAY TUM DIL KA DARD
DIL K TOTNE KI TO AWAAZ BI NAHI HOTI |
 |
Zehar
daitay hain aur kahtay hain k lena ho ga,
jab main le loon to kehtay hain k peena ho ga!
jab main pee loon to kehtay hain martay kiun nahi?
jab main mar jaon to kehtay hain jeena hoo ga!
|
 |
Ishq
baazon mein karamat na ho kya ma'ni
Jis ko dil chahe mulaqaat na ho kya ma'ni
Be ma'ni hai woh ishq ke jis mein kashish na ho
Dilchasp ho na husn to soorat haraam hai
Ishq ke izhaar mein har chand ruswaai to hai
Par karoon kya ab tabiyat aap par aayiee hai
Kya jaaniye kya hai tere bimaar ki haalat
Isa bhi yeh kehte hain ke hai waqt dua ka
Unke dekhe se jo aajaati hai moonh par raunaq
Woh samajhte hai bimaar ka haal achha hai |
 |
Koi
dost aisa banaya jaye,
Jiske ansoo ko palkoon mein chupaya jaye,
rahay uska mera rishta kuch aisa,
k agar wo rahay udas to
humse b na muskaraya jaye |
 |
dosti
ka yeh paighamap ke naam,
zindagi ki har shaam ap ke naam,
is safer main humsafer hain hum dono,
is dosti ko nibhana ha ap ka kaam! |
 |
lafzoo
ki tarah mujay khataboon main mila karoon,
dunya sy daar hain tukhawaboo main mila ker.
phooloon ka khusboon sy taluq hai zarori,ap banker
khusbo mujhe gulabo mai mila ker. |
 |
ishq
mai hum tumhey kia batayn,
kis qadar chot khayn howy hain.
mout ny mara hum ko,
aur hum zindagi k satayn howy hain.
saurk ankhoon mai laga haikajal,
rukh per wada sujayn howy hain.
aisy ayn hain miyat main mari,
jisay shaddi mai ayn howy hain.
a lehd apni mauti sy keh dy,
dag lagny na paye kaufan ko.
aj he hum ny badly hain kapry,
aj he to hum nahayn howy hain |
 |
Ghum
naseboon ki zindagy kya hai
Hum gharebon ki zindagy kya hai
Mur gaye jin k cahanay walay
Un haseno ki zindagy kya hai |
 |
Khazan
k door main lutaf e bahar layta hoon
Ghum e hayat ko huns kar guzar layta hoon
Gullon say rung setaroon say roshney lay kar
Jamal e yaar ka nakshah utar layta hoon |
 |
Yah jo sham o sahar ka mayla hai
Sub tumharey nazar ka mayla hai
Bahty durya ki mogh say pocho
Ashiqi chusham e tur ka mayla hai
Maray barbad aasheyan ko na dakh
yah baharoon k ghar ka mayla
hai
Pher millain gay gur bahar aaey
Zindagy rahguzar ka mayla hai
Chandny main qarar e dil na luta
Chandny raat bhar ka mayla hai |
 |
Us k
jatay he yah kya ho gaye ghar ki sorat
Na woh dewar ki sorat hai na dar ki sorat
Kiss say paman e wafa bandh rahe hai bulbul
Kal na pahchan sakay gey gull e tar ki sorat |
 |
|
1
2 3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25 |
|
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38 39
40
41
42
43
44
45
46
47
48
49
50 |
|
51
52
53
54
55
56
57
58
59
60
61
62
63
64
65
66
67
68
69
70
71
72
73
74
75 |
|
76
77
78
79
80
81
82
83
84
85
86
87
88
89
90
91
92
93
94
95
96
97
98
99
100 |
|
101
102
103
104
105
106
107
108
109
110
111
112
113
114
115
116
117 |
|
 |
|
|