|
 |
"Zuban
hi sirf ek zaria nahi,
jo aap shabdon ko samajh paayenge.
kabhi aankhon mein jhaank kar dekhiye,
hazaro alfaz khud b khud bikhar jayenge." |
|
 |
"Zindagi main kabhi gum hai to kabhi khushi,
kabhi hasaati hai to
kabhi rulati hai.
khud se jyada kisi pe bharosa mat karna,
kyon ki andhere main to parchai bhi saat chod
jaati
hai.. " |
 |
"Aapki
muskan hamari kamjori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai? " |
 |
"Bhoolneki
tujhe najane hum kitne vade karte hain,
Kaise bhoolu tujhe,yeh sochker tume yaad karte
hain,
Jab bhi hota hai zikr zamane mein pyar aur wafaa ki,
To tumhe bewafa ke bahane yaad karte hain " |
 |
"Vo maut badi suhani hogi...
jo dosti me tumhari ani hogi...
ye wada raha...tumse pehle hum jayege...
tumhare swagat ki rasm waha bhi nibhani
hogi...!!! "
Vo hamara nahi to kya gam hai ,
Ham to unka hai yeh kya kamm hai ,
Na gam kamm hai ,
Na aasu kamm hai ,
Dhakta hai rulanawala
mai ,
Kitna dam hai . |
 |
Tumsa
duri ka ehsaas jab satana laga,
Tu aur dil ka pass aana laga,
Jabhi tumhe bhulna ki koshish ki,
Tu aur dil ka kareeb aana laga. |
 |
Badi
muddat sa chaha hai tujko,
Badi duao sa paaya hai tujko ,
Tumhe bhulna ki sochu bhi to kaisa,
Kismat si lakiro sa churaya hai tujko. |
 |
Raat
kya dhali sitare chala gaya,
Gairo sa kya gila jab aapna chala gaya,
Jeet to sakta tha ishq bi bazi ko ham bhi,
Magar tumhe jitana ka liya harta chala gaya. |
 |
Hum na
jab kabhi khusi mehsus ki,
Har kadam par aapki kami mehsus ki,
Dur rehkar bhi aapki chahat kam na hui,
Yeh baat hamana dil sa mehsus ki.. |
 |
Kitna
bebas hai insaan kismet ka aage,
Kitna dur hai sapna haquiqat ka aage,
Koi ruki hui dhadkan sa pucha ,
Kitna tadapta hai dil mohabbat ka aage. |
 |
Aasman
ko neend aaye to sulau kaha ,
Dharti ko moat aaye to dafau kaha,
Sagar mai lehar aaye to chupao kaha,
Jab tari yaad aaye to jau kaha? |
 |
Maut par bhi hamko yakin
hai ,
Tum par bhi aaitbar hai ,
Dekta hai pehla kon aaata hai ,
Hame to dono ka intazar hai .. |
 |
Exams
ke 4 din pehle syllabus dekha
to yaad aaya kuch to hua hai kuch ho gaya hai,
exams ke din paper dekh kar yaad aaya
sab kuch alag hai sab kuch naya hai |
 |
baath
banti nahi aise halaath main,
main bhi jasbaat main
tu bhi jasbaath main
kaise sehete hain milke bhiichadne ka gum
us se puchenge ab k mulakath main. |
 |
Mehfil ma na sahi ,
Tanhai mai to yaaad karo gei ,
Kabhi to os rab se faryaad
karoo ge ,
Na mila hai na mile ga muj jaisa sathi ,
kabhi to is baat per naaz karoo gei. |
 |
|
Lafz
jab tak vozo nahi kerty,Hum Tari guftago nahi
kerty..Tou mila aasy Byvafaon ko ' jo Tari aarzo
nahi kerty.. |
 |
Rab se
aap ki khushe mangte hain,
Duaao mein aap ki hansi mangte hain,
Kia mange Aap se?........
Chalo aap ki umar bhar ki dosti mangte hain.....!
TAKE CARE & GOD BLESS U. |
 |
|
Khushbu ki tarah apke paas Bikhar jayenge. Sukun
bankar dil mein utar jayenge. Mehsus karne ki
koshish to kijiye. Dur hote hue bhi apke paas nazar
ayenghe... |
 |
|
Darte
hai aag se kahin jal na jaye,darte hai khwab se
kahin tut na jaye, sabse zyada darte hai aap se-Kahin
aap hamein bhul na jaye.... |
 |
|
zindagi main jab bhi kisi cheez
ki talab hoti hai ,
Mere hontoon per tera naam machal jata hai. |
 |
Aay
Meri Zindagi tu Mere saath Hai Ab Mujhe Is Zamane Ki
Parwa Nh jan Le Lo bhi Mein Jan de Doon Bhi Mein Koi
Kimat Chukane Ki Parwa nh Aay Meri zindagi tu Mere
Saath Hai.
Qudratan Husein Tera Hai Hain sab Se Haseen duniya
dari ki is Mein Milawat Nh Tujh ko Pana Hai Mujhe ko
Kisse Haal mein Tum Pe Jan Bhi Lotane Ki Parawa Nh
...........Aay Meri Zindagi Tu Mera Saath hai........ |
 |
Wada
tu ker lyty hain
nibhana bhool jaty hain
laga ker aag seeny main
bhoojana bhool jaty hain
who kehty hain k ayein gy milny ko pal do pal
milna tu chahty hain per aana bhool jaty hain
|
 |
Kisi
Ka Janaza Ja Raha Tha,
Door Khadhe Koi Muskura raha Tha,
Kisi Ki Nazar Padi Uspar,
Pocha, Kisi Ka Janaza Ja Raha Hai Aur Tu Muskuraraha
Hai?
To Usne Khaha, Aapko Nahi Pata.
Hamare Payaar Ki Kuch Shart Hi Aasi Thi Jab Bhi
Milna Muskuratey Milna. |
 |
|
Chaye
ka maza plate mein nahi pyali mein aata hai biwi ka
maza biwi mein nahi saali mein aata hai |
 |
Shaam
ko 7 baje baagh mein mera intzaar karnaa
mein naa aaon to kissie phool se pyaar karna |
 |
|
Ye Din
Yun hi Guzar jaenge, Shayad HumDost yun hi Bichadh
jayenge.NARAZ Na Hona Aap Humari Sharaton Se,Yahi to
wo Pal hai,, Jo KAL YAAD AYENGE..... |
 |
|
1
2 3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23
24
25 |
|
26
27
28
29
30
31
32
33 34
35
36
37
38
39
40
41
42
43
44
45
46
47
48
49
50 |
|
51
52
53
54
55
56
57
58
59
60
61
62
63
64
65
66
67
68
69
70
71
72
73
74
75 |
|
76
77
78
79
80
81
82
83
84
85
86
87
88
89
90
91
92
93
94
95
96
97
98
99
100 |
|
101
102
103
104
105
106
107
108
109
110
111
112
113
114
115
116
117 |
|
 |
|
|