|
 |
Aapne hume phool
ke kaabil samjha
ye aapki meharbaani hay...
aapki Dheemi dheemi khushboo
ab meri zindagani hay... |
|
 |
|
Rastey
Main Na Betho Hawa Tang Karegi Guzrey Hue Logon Ki
Sada Tanng Karegi Na Chaho Kisi Ko Bhi Aghaaze Safar
Main Agar Roth Gaye Tu Har Ek Ada Tang Karegi... |
 |
NAZRO
SE SHURU HOTA HAI PYAAR,
DO DILO ME EK SATH PANAPTA HAI PYAAR,
JO MUMKIN NAHI HAI IS DUNIYA ME KaiSE BHI,
AISE NA MUMKIN KAAM BHI KAR DIKHATA HAI PYAAR |
 |
Tum
mujhe bhool kar to dekho
Har khushi routh jayegi
Jab akele tum baithoge
Khud-ba-khud meri yaad aayegi |
 |
A mrey
SMSjakar mara salam kahana..
wo save kar ly to shukrya kahana..
wo delete kary to bewafa kahana..
or agar na parhy to ussy 1 rupya zaroor lana..
|
 |
khayalon ki kiseahat ki aas rahti hai..
nigahon ko kise sorat ki piyas hoti hai..
tary bin kise cheez ki kami to nahi..
magar tary SMS bin tabyat udaas rahti hai |
 |
|
Hasna hasana
kisko gawara nahi hota har
musafir zindagi ka sahara nahi hota milte hain log
is zindagi main bohot har koi dost tumsa pyara nahi
hota |
 |
|
Mushkiloon se aap ki mulaqat na ho Udas betho kabhi
aisi baat na ho Dua hey ke khushiyoon se saje
zindagi aapki Bas hame pukar lena agar koi saath na
ho |
 |
phir
kaun hay jo aaj humari jaga par hay,
tum nai tu kaha tha k hum sa koi nahin,
aik waqt wo k aap ki sachaiee bay misal,
aik waqt ye k aap sa jhoota koi nahin... |
 |
hum
nay kab us say mulakat ka wada chaha,
dur rah kar usay aur bhi ziyada chaha,
yaad aya mujhay wo bari shidat se,
bhool janay ka usay jub bhi erada chaha... |
 |
naie
saal ki pehli kiran,khushiyon ko paigham laiee hay,
samait lo sub khushi k rung,
fiza mien phoot'ti naiee roshni k rung..,
dil mien jaagti naiee umango k rung,
ankhon mien chamakti umeed k rung,
har raat mien chupi naiee subha k rung,
angan mien khile phool k rung,
har phoool mien mehakti khushboo k rung,
har phool mien khuahishon k rung,
ye sub rung hien humari chahaton k rung... |
 |
ye
wehshatien,ye udasi ye rat jagon k azab,
osi ki hien ye enayaat us say ye keh dena,
wafa ki raah mien aaj bhi akaila hoon,
nahi hay mere sath koi aur us say ye keh dena...
|
 |
hum
dosti main hadsy ghuzar jain gy..
ye zindage aap k naam kar jain gy..
aap roya karen humin yaad kar k..
kion k hum aap k daman main itna piyar choor jain gy..
|
 |
suna
hai asar hota hai baton main..
tum b bhool jao gy do chaar mulaqaton main..
hum sy rooth kar jao gay kahan..
tumhare to dosti ki lakeer hai in hathon main.. |
 |
chaha
tha us ko rooh ki gahraiyon k sath..
zinda hain apni zaat ki tanhaiyon k sath..
roka nahi us ko bicharny k waqt b..
apni wafa py naaz tha sachaiyon k sath.. |
 |
dil mein chupi baat
ko ek baar jo pehchaan
lete,
lab jo na keh paye woh aankho se jaan lete,
zuban humari himmat na kar payi,
lekin is dil ki dhadkan ko to kaash aap pehchaan
lete |
 |
wo dil
he kiya os se milne ki jo dua na karay,
mien usay bhool kar zinda rahon khuda na karay,
ye theek hay nahi marta koi judaiee mien,
khuda kisi ko kisi se magar juda na karay,
agar wafa pe bharosa rahay na duniya ko,
tu koi shakhs muhabbat ka hosla na karay,
rahay ga mera piyar us k saath zindagi bun kar,
ye aur bat hay meri zindagi wafa na karay.... |
 |
na ye
kasoor tha teri zulphon ki
na khata thi ye meri aankho ki
ye haya hawa hi aisi diwani hui thi
uda ke in laton ko chupkese galoon ko tere chum rahi
thi
hum ne aap ko dekha to kya ye hamari khata hui
dekha to aankhon ne par dil ne saza pai |
 |
|
koi ik
adh sapna hu tu phir acha bhi lagta hay...hazaroon
khawab ankhoon me saja ker kuch nahain milta...use
kehna k palkoon per na tankay khwab ki jhalar...samander
k kinare gher bana ker kuch nahain milta |
 |
|
daby
main daba daby main khargosh..... dadi nain ankh
mari dada behosh.. |
 |
sub
kuh Khudda se maang liya tumko maang ker
ab uthte nahin hain haath mere es dua ke baad
Just 4 my love |
 |
Phool
gulab ka hath say sarak gaya,
Buddi nai aankh mari budda latak gaya |
 |
Aap
Ikhlas Sey Mohabbat Ki Hay
Aap Ehsas Sey Mohabbat Kisp Mery Pass Nahi Hay Phir
Bhi |
 |
Aap Ki
Yaad Sey Mohabbat Ki Hay
Main Aap Ko Kis Tarha Bhool Sakte Hoon
Main Ne AAP K Osaaf Sey Mohabbat Ki Hay
Kabhi To aap Ney Bhi Mujhe Yaad Kia Ho Ga
Main Ne Un Lamhao Sey Mohabbat Ki Hay
Jin Main Hoon Sirf Humare Baten
Main Ney Un Oqaat Sey Mohabbat Ki Hay
Or Jo Mehke Ho Sirf Aap KI Mohabbat Sey
Main Ne Un Jazbat Sey Mohabbat Ki Hay
Aap Sey Milna To Aab Khawab Sa Lagta Hay
Main Ney Aap K Intezar Sey Mohabbat Ki Hay |
 |
dunya
main nahi hum dilon main rahty hain..
hum sy milny ko log apna naseeb kahty hain..
jisny b ki hum sy dosti dunya waly us ko khush
naseeb kahty hain.. |
 |
jawani
k din chamkily ho gay..
or husaan k tewar nokily hogay.
hum izhaar karny main thory sy deely hogay..
Itne main un k hath peely hogay... |
 |
|
1
2 3
4
5
6
7
8
9
10
11
12
13
14
15
16
17
18
19
20
21
22
23 24
25 |
|
26
27
28
29
30
31
32
33
34
35
36
37
38
39
40
41
42
43
44
45
46
47
48
49
50 |
|
51
52
53
54
55
56
57
58
59
60
61
62
63
64
65
66
67
68
69
70
71
72
73
74
75 |
|
76
77
78
79
80
81
82
83
84
85
86
87
88
89
90
91
92
93
94
95
96
97
98
99
100 |
|
101
102
103
104
105
106
107
108
109
110
111
112
113
114
115
116
117 |
|
 |
|
|