|
 |
|
dekhtay dekhtay hum
kahan kho gaye janeman ishq main hum kiya say kiya
ho gaye chahatoon kay safar main pata na chala
manzilan thi yahan rastay kho gaye. |
|
 |
|
na jee sakein yahan na
mar sakay yahan. hasnay ki baat choro na ro sakaye
yahan. |
 |
|
kuch log dil k bohat
pass hote hain, vohe jeene ki aas hote hain, mahsos
ker k daykho humain, hum her wkt tumharay pass hotay
hain |
 |
|
Vo jo geet tum ne suna
nahi mery umr bhar ka riaz tha. Mery chup ki thi vo
daastan jisay tum hassy me urra gaye. |
 |
|
raat hogi to chand bhi
dohai daiga, khuwab main tumhaigh woh chehra dikhai
daiga,yeh mohabat hai soch kay kerna, anso bhi
girayga to sunai daiga |
 |
|
Tum Ager Mujh Ko Na
Chaho To Koi Baat Nahi... Tum Kisi Aur Ko Chaho Gay,
To Mushkil Hogi Meray Ghum Mein Na karaaho, To koi
baat Nahi.. Aur K Ghum Mein karaho gay To Mushkil
Hogi |
 |
|
Soch ko badlo sitare
badal jayenge Nazar ko badlo nazare badal jayenge
Kashtiya badalne ki zarurat nahi Dishao ko badlo
KINARE badal jayenge |
 |
|
Ik zara si bhool
khataa ban gayi, Meri wafai hi meri saza ban gayi,
Dil liya aur khel kar tor diya, Hamari jaan gayi
unki adaa ban gayi. |
 |
|
Hasna jindagi hai, has
kar gum boolana Zindagi hai,jeet kar hanse to kya
hanse,haar kar khushiyan manaana Zindagi hai. |
 |
|
CHUP REHTE HAI KYUKI
KOI KHAFA NA HO JAYE....... HUMSE KOI RUSHWA NA HO
JAYE...... BADI MUSHKIL SE KOI APNA BANA HAI,,,,
MILNE SE PEHLE HI KAHIN JUDA NA HO JAYE |
 |
|
Kalam uthai hai lafz
nahi milta , Jisko dhoond rahay hain who shaks nahi
milta, Phirtay hain who zamanay ki talash mein ,Bas
hamaray liye unhe waqt nahi milta!!! |
 |
|
Qayamat tak tujahy
yaad karenge, Teri her baat per aitbaar karenge,
Tujhe sms karne ko to nahi kahain gay, Par phir bhi
teray sms ka intzaar karenge. |
 |
|
Humse door jao ge
kaise, Dil se hume bhulaoge kaise, Hum to vo khushbo
hain jo aap ki sanso mein baste hain, Khud ki sanso
ko rook pao gay kaise |
 |
|
Bari asaani se dil
lagaye jaati hain, Par bari mushkil se wadde nibhai
jaati hain, Le jati he mohabbat un rahon par, Jaha
diye nahi dil jalaye jaate hein |
 |
|
Laher aati hai, Kinare
se palat jati hai, yaad aati hai, dil main simat
jati hai. dono main farak sirf itna hai, lehar
bewaqt aati hai, aur yaad har waqt atti hai! |
 |
|
jab dosti ki dastaan
waqt sunayega, hum ko bhi koi ek shaks yaad ayega,
tab bhool jayenge zaindagi ke gamon ko, Jab aap ke
saath guzra waqt yaad ayega! |
 |
|
Ajnabi galeyon se hum
guzra nahi karte, Dard-e-dil liya aur diya nahi
karte,ya dosti ka rishta sirf tum se hai, warna
itnay SMS kise ko kiya nahi karte... |
 |
|
Agar hum kahen aur woh
muskra dey, Hum unkay liyey zindgaani luta dey, Har
ik mod par hum gamon ko saza dey, Chalo zindagi ko
mohabbat bana dey |
 |
|
Hamay to ab bhi woh
guzra zamana yaad aata hai, Tumhay bhi kya kabhi koi
deewana yaad aata hai Hawain tez thi, baarish bhi
thi, toofan bhi tha, lekin, Tera aisay mein bhi
vaada nibhana yaad... |
 |
|
tujhse milne ki saza
denge tere shaher ke log yeh wafaaon ka sila denge
tere shaher ke log kya khabar thi tere milne pe
qayamat hogi mujhko deewana bana denge tere shaher
ke log |
 |
|
Apni aag ko zinda
rakhna kitna mushkil hai, Pathar beech aaiana rakhna
kitna mushkil hai Kitna aasaan hai tasveer banana
oron ki, Khud ko pas-e-aaiana rakhna kitna mushkil
hai |
 |
|
Tu kahin bhi rahey sar
pay teray ilzaam to hai, Teray hathon ki lakiron
mein mera naam to hai Mujko tu apna bana ya na bana
teri khushi, Tu zamanay mein meray naam say badnaam
to hai |
 |
|
Yeh Dil tum se Pyaar
karna chahta hai, Apni Mohabbat ka iqraar karna
chahta hai, Jab se dekha hai tum ko aey Sanam, Bas
tumhara hi dedaar karna chahta hai |
 |
|
Logon se sunte the
Mohabbat ke afsaane, Khuwaab humne bhi dekhhe the
suhaane, Pyaar kya hai ? hum aksar sochte the, Is
baat se hum apne Dil ko rokte the |
 |
|
Hum Ne Kab Tum Se
Mulaqat Ka Wada Chaha,Door Reh Kar Bhi Tumhen Tum Se
Zeada Chaha Bari Shiddat Se Yaad Aay Tum,Jab B
Tumhen Bhoulne Ka Irada Chaha ..... |
 |
|
koi bool nahi hain
kyonki yeh to anmool hain,jaane kahan se aaie hai tu
kiski kismat hai, jaise koi pyaara sa timtimata
sitaara hai tu,jaane kyon lagta hai ki bass humaara
hai tu |
 |
|
1
2
3 4
5
6
7 |
|
 |
|
|