|
 |
|
POETRY SMS |
|
 |
|
Dil Ki Awaaz Ko Izhaar
Kehtay Hein.. Jhuki Nigah Ko Iqrar Kehtay Hein....
Sirf Paanay Ka Naam Mohabbat Nahin.... Kuch Khone Ko
Bhi Pyaar Kehtay Hein. |
 |
|
Khobsurat phoolon ki
tasveer saja rakhi thi Beech mien eik ladki ki
tasveer laga rakhi thi Mujhe pata tha woh ladki
nikle gi bewafa Isss liyeh mien ne eik aur ladki
phasaa rakhi thi. |
 |
|
Ek ada aapke dil
churane ki, ek ada aapke dil me bus jane ki, Chehra
apka chand sa aur ek zid hamari chand pane ki. |
 |
|
Zamane se nahin hum
tanhai se darte hain, Pyar se nahin hum rusvayee se
darte hain, Dil mein umang hai tujhse milne ki, Par
milne ke baad aane wali judaai se darte hain. |
 |
|
Main usay Dill Say
Piyar Karti Hoon Rang Jis ka Hina Say Milta hai.
Rangat Main Dilfarareb Hum Bhi Nahin LAKIN Saanwali
si is jori say Zamana jalta hai. |
 |
|
teri ulfat ki rahoon
mein loota di zindagi hum ne. dil-o-jaan lootane
wale to kitna bewafa nikla. |
 |
|
Aaankh say door na hoo
dil say oter jaye ga... waqat ka kya hai guzarta hai
guzar jaye ga... Itna mayoos na khalwat-e-gham say
apni... Tu kabhi khod ko bhi dekhay ga to dar jaye
ga... |
 |
|
kash main teri khushi
ki leher hota, tu naraz mujh say hoti to mujh pay
qehar hota. main teri chahat ka kya anjam kahon,
meri har shaam ka anjam seher hota. |
 |
|
woh mil jaate hain
kahani ban ker, dil main bus jaate hain nishani ban
ker. jinhay hum rkhtay hain apni ankhon main kyon
nikal jaate hain woh pani ban ker. |
 |
|
Hansna hamara kisi ko
gawara nahi, har musafir zindagi ka sahara nahi,
miltye hain bohat log is tanha zindagi mein , per
koi dost tumse ziyada pyara nahi. |
 |
|
Hum apne aap par
goroor nahin karte, Kisi ko pyar karne par majboor
nahin karte. Magar jise ek baar dil main basa lein
Phir marte dum tak usay dil se door nahin karte. |
 |
|
Mohabat Soz hoti hain
saaz hoti hai... Mohabat Do diloon kay dermiyan ek
raz hoit hai.. |
 |
|
Sab duwaoon main yehi
haraf-e-asar payara lagay, Umer bhar chahoon tujay
tu umer bhar payara lagay |
 |
|
Dua maangi thi
aashiyaanay ki, Chal padeen aandhiyaan zamaanay ki,
Mera gham koi na samajh paaya, Kiyun k meri aadat
thi muskuraanay ki...... |
 |
|
Socho ke pani se juda
hokar ye machhliyan kyo tadap kar mar jaati hain na
maloom tha unko k nazdikiyan adat aur aadat aksar
zindgi ban jaati hai....!!! |
 |
|
Nazar milake humse
nazar chura mat lena dost banakar hame dushman bana
mat dena mana ki hum door hain aapse isi baat ko
bahana bana kar humko bhula mat dena!!! |
 |
|
Kabhi yun bhi aa meri
aankh main, k nazar ko bhi khabar na ho, ek raat
mujhay nawaz de us k baad phir sahir na ho, woh bada
raheem wa kareem hay mujhay yeh sifat bhi ata karay,
Tujhay bhoolnay... |
 |
|
Chaha to buhut izhaar
na karna aaya, kat gai umar hamain pyar na karna
aaya, Maanga agar us nay to judai maangi, Aur hum
thay hamain inkaar na karna aaya....... |
 |
|
Dosti k naam pay
deewaanay chalay aatay hain, Shama k peechay
perwaanay chalay aatay hain, Tu meri zindagi main
nahin aana chahata na aa, par aana meri moat pay us
din to begaanay bhi chalay... |
 |
|
Tere justojoo may
humne Khoo diyeh hain kaye raastey Tujhey paaney ki
Aarzoo may Khud may dhoondtey hain Tujhko Apni to
bas yahi Duwa hai Kitab-e-Taqdeer may mere Haath ke
lakeeroon par... |
 |
|
Wo samne aye to nazro
ko jhuka longa DekhoNga nahi phir bhi tasweer bana
longa Aana ho to aa jao ruswayee nahi ho gi Dekhe ga
nahi koi, palkon main chupa longa. |
 |
|
Chup rehne se baat
nahi banti, Dil ki baat dil main dabane se baat nahi
banti, Maana ke pyar ka Izhar karna Mushkil hai
aamir.... magar dil ke armaan chupane se baat nahi
banti. |
 |
|
Ab Tu Gham Sehnay Ki
Adat Ho Gai Hai. Aik Aur Ghum Seh Loo Gha Tu Kya Ho
Ga. Ab Tu Bin Tere Jeenay Ki Adat Daal Loon Ga. Aik
Teri Judaai Seh Loon Ga Tu Kya Ho Ga.. |
 |
|
SAB KUCH BADALTAY
DEKHA HAY AASMAN KO DHALTAY DEKHA HAY TUM SOORAJ KI
BAAT KERTAY HO HUM NAY CHAND JALTAY DEKHA HAY.
|
 |
|
Ek tabassum hai laboon
per raqsaan yunhi koshish hai ghum chupaney ki
Mairey ahbaab yeh samajhtey hain Mujh ko aadat hai
Muskuraney ki |
 |
|
1
2
3
4
5
6
7 |
|
 |
|
|